Karya


               Insan jivan bhar karm karta hai aur unka karm fal kbhi achcha toh kabhi bura pata rajta hai.
                 
                Vyakti  kai Prakar ke karm karta hai aur un Karmon ke Aadhar per hi fal bhogta hai.  Vyakti dwara Kiye Ja Rahe Karmon mein Kuchh Karm ati mahatvpurn hote hain To Kuchh Karm Madhyam Saini ke hote hain aur kuchh kaam gair Jaruri hote hain.
              
                Madhyam Saini ke Karmon ko karna vyakti ki ichcha per nirbhar karta hai aur Gair Jaruri kam Hua Hai yah to alsi Ke Karan ya fir apni murkhta Ke Karan  kar Baithta hai.

               Vyakti ko chahie Ki vah sarvpratham Ati mahatvpurn karyon ko Karen Kyunki  ye Aise Karya Hain Jinke Bina uski Jindagi chal hi nahin sakti.ye mahatvpurn Karya hain apne Parivar ka Bharan poshan bacchon Ki Shiksha Diksha aur Apna Bhavishya Ki Aane Wale Kal ke liye Kuchh punji bacha kar Rakhna Taki Bhavishya mein aane wali  ghatnao ke ramadhan ke liye Ham us punji ke Sahare hal kar sake.
                 
                   Har Insan ka samay Hamesha Eksa Nahin Hota Kabhi Sukh To Kabhi Dukh ke Badal Hamesha Insan ke Charon Taraf madhrate hi rahte hain Jahan Insaan Ki Kuchh Bhi Nahin Chalti vah Punya Prakriti ke Hathon majbur rahata hai ya Yun kahen ki Jab musibat ke Badal Aate hain toh Insan  apni un paristhitiyon ke a hathon majbur ho jata hai aur majbooriyan Insan Se Kya Kuchh Nahin Karva deti Hain inhi Majburi ke tahat ek ma Apne bacche ke liye Apni Jaan per bhi Khel Jaati hai aur Ek Patni Apne Pati ke liye apni Maryada ko bhi gavan Shakti hai aur ek Bhai apni bahan ke liye kuch bhi kar gujarta hai Is tarah Insaan Ki majbooriyan usse Kuchh Bhi Karva sakti hain aur vah UN majburiyon ke tahat Kuchh Bhi kar sakta hai.
               Is is Prakar Saral Arth mein karyon ka vibhajan kiya jaaye to Karya do Prakar ke Hote Hyathyatha-pahle number ka Karya dhanatmak Hota Hai aur dusre number ka Karya rinatmak Hota Hai. Dhanatmak karyon se abhipray yahi hai ki vah Karya jinko sampadit karna anivarya hota hai aur aur rinatmak Karya se abhipray  thi hai ki vah Karya Jinka kar Lene ya Na karne se koi fayda ya nuksan nahin Hota ya Yun kahen ki nuksan hi hota hai jaise ki Kisi Se anavashyak Roop se taqrar kar lena yah jhagada kar lena Kisi Ko Maar dena Yahan kya Hatya kar dena baby Baje sote Rahana Baithe hi Rahana Bina topic ke bad mein baat karna Adi Aadi.
       

Comments