Hamare 16 Sanskar

        Bharat dash sanskaro ko manne aur unka palan karne bala dash hai.is dash me kadam kadam par sanskaron ka palan kiya jata hai.bharat me janam lane ke pahale se hi sanskaron ka silsila chalu ho jata hai.bharat me solah prakar ke sanskaron ka hona bataya jata hai.
1.garbhadan sanskar:- is sankar ke tahat shubh din aur shubh lang dekhkar stri aur purush purn swakshya hokar apni santan ki parpti ke liye ak dusre se sharirik rup. se sanlagn hote hein jisse unhe ak uttam santan prapt ho sake
2.punshban sanskar :-yah sanskar jab garbo me pal rahe bachche ki ma apne bachche ko pet me tin mah ka kar lete hai toh us dauran garbhsth shish ka dimag banner lagta hai abhi is
.punshban sanskar ko kiya jata hai.jab is samay bachche ka dimag viksit hona lagta hai to usne signe ki bhi kshamta ka bhi vikash ho jata hai aur inhi dino bachcha kuch kuch signe ki koshishskarne lagta hai
3.Simantonnyan sanskar:-yah sanskar garbhvti mata ke pet me bachcha chhai mah ka ho jata hai tab yah sanskar ko bhut sari mahilaye
 aur priwar ke log Miller purn karte hein aur garbhasth mata ko singar ka saman dete hein aur use misthan aur khir khilate hein mata ki mang bharte hein.is sammy bachcha sikhne me hasil kar leta hai isliye ma apne bachche ke sikhne ke karan apne rahn-sahan me aur apne svabhav me shanti lati hai aur khush rahne ki koshish karti hai.
4.Jatkarm sanskar:- is sanskar ko bachche ke janm lane ke bad tab kiya jata hai jab vah kam se kam barah din ka ho jata hai .is sanskar me bachche ko koi mithi chij banakar chatai jati hai ya shahad aur ghee ko milaar bachche ko chataya jata hai .is sanskar ke dauran vaidik mantron ka ucharan Kiya jata hai Aur Bhagwan se Prathna ki Jaati Hai Ki bachca dirghayu ho aur sadaiv Swasth Rahe.
5.Namkaramsanskar:-is sanskar me bachche ka name rkha jata haiyan sanskar bachche ke paida hone ke gyarhbe din ya ikkisbe din jyotishshastra ke anusar bachche ka namkaran kiya jata hai.jo name bachche ko diya jata hai fir usi name se bachche ko sbhi log pukarte hein aur jovan bhar usi name se uska bulaya jata hai.
6.nishkramaran sanskar:- nishkraman ka tatpary hota hai bachche ko bahar nikalna.is din mata pita bachche ki lambo aayu li karna karta hein.
7.ann prashan:-is sanskar ko tab kiya jata hai jabbachcha rhoda bada ho jata hai aur uske dant niklna chalu ho jata hai.is sanskar ke bad bachche ko khana khilane ki shuruaat ho jati hai.
8. Chudakarm ya mundane sanskar:-is sanskar megan badal 1 varsh ya3 varsh ya 5 varsh ka ho jata hai abhi yah sanskar kiya jata hai .isme bachche ke sir ke balo ko nikal diya jata hai kyoko uske jo bal hote hein vah mata ke garbh me jab vah rha hai us samay ke hote hei jisse uske sir me angel prakar ke kitanu ho sakte hein .un sbhi kitanuo ko bal nikalkar use kitanuhin aur Shuddh kar diya jata hai  .isse Swasthya Labh hota hai uski Kitni hoti hai.
9. Kaan chedan Sanskar:-is sanskar me bachche ke Kano ka chhedan Kiya jata  hai.aisa karne se bachche ke kanon mein Kundal pahna sakte hain aur Kan chedna se Rahu Ketu ka bhi Bura Prabhav Khatam hota hai.
10. Yagyopaveet Sanskar:- is sanskar ko upnayan Sanskar yah janeu Sanskar bhi Kaha jata hai yagyopavit ke teen suit Hain Brahma Vishnu Mahesh ghotak Mana jata hai. janeu pahnane se bacche ko Brahma Vishnu Mahesh ka Aashirwad prapt hota hai.
11. Bedarambh:- is sanskar ke antargat Balak ko vedon ka gyan karaya jata hai aur Balak Ki Shiksha Diksha ka Karya sampann Kiya jata hai is Samay Balak Gurukul Mein rahakar Vidya ka Abhyas karta hai Balak ko Guru ke a Kahe anusar Karya karna padta hai aur man lagakar Apne Patan Patan mein Dhyan Dena padta hai.
.
12. Kesant:- Sanskar ka matlab hai Keshon ka ant karna ya keshon ko samapt karna hai. Vidya adhyayan karne ke pahle Apne sir ka mundan karna anuvad Hota Hai Gurukul mein sabse pahle vidyarthiyon ka mundan Kiya jata thaiske bad hi Vidya adhyayan prarambh Kiya jata tha
13. samavartan sanskar:- samavartan ka Arth hai fir se lotna . Is sanskar ke antargat Guru Apne shishya ko manovaigyanik Roop se purn Shiksha Prapti Ke pakshat Jab Balak Apne Ghar Ko Wapas lauta hai to Guru ke dwara yah Sanskar sampann karaya jata hai. Is sanskar ke antargat Guru Apne shishya ko manovaigyanik Roop se Samajik Aur parivarik dayitvon Ka palan Karne Ke liye taiyar karna hai.
14. Vivah Sanskar:- yah Sanskar sarvadhik mahatvpurn Sanskar hai Jab Balak Vidya Dhyan karne ke pakshat Wapas Apne Ghar Ko Aata Hai To Mata Pita usko Vivah ke bandhan Mein Bandh Dete Hain Jiska Balak apni parivarik aur Samajik jimmedari ko pura karta hai Sath hi Apne Saman Ek Sundar Santan ko Janm Deta Hai Taki vah pitra Rin se Mukti Pa sake.
15. Awasya Dham Sanskar:- is sanskar ke antargat vyakti apni sampurn Maiya Mori ko chhodkar Prabhu Bhajan Mein Apna Samay vyatit karta hai aur apni sari sampatti aur Kartavya ko Apne bacchon Ko de deta hai aur Prabhu Bhajan Mein Apna Samay vyatit karta hai.
16. Antyeshti Sanskar:- Apna Sab Kuchh bacchon ko saaf kar vyakti Jab Prabhu Bhajan Mein Apna Samay vyatit karne Lagta hai .Aise hi Kisi Samay uski mrutyu ho Jaati Hai to uska antyeshti Sanskar Kiya jata hai. Purana mein kaha gaya hai hi ki Marne Wale vyakti ki yadi antim sanskar theek se kar diya Jaaye ya vidhivat kar diya Jaaye to uski Aatma Ki Shuddhi ho Jaati  hai toh uski atript Aatma Shant ho Jaati Hai. Manushya Jab tak jeevit rahata hai vah vibhinn Prakar ke Karmon Mein Lene Hota Hai Uske Marne Ke pakshat Jab uski ki antim Kriya ko vidhivat Roop se kar diya jata hai uski Dekho Agni Maybelline kar diya jata hai To marne ke bad vah Apne Karmon ke Aadhar per Parlok jata hai aur vahin per Apne acche aur bure Karmon ke Aadhar per Sukh Dukh bhogta hai. Kahan gaya hai jab tak De Aadhi Se Jyada Agni Mein Jal Na Jaaye tab tak Sabhi Logon Ko vahin per Khade Rahana chahiye.

Comments

  1. Ham bhartiya kai prakar ke sanskaro ka apne jovan me palan karte hein.un sanskaron me hamare 16 sanskar ati mahatvpurn Sanskar hein.jo hamare janm se lekar mrutyu paryant Tak Hamare Saath Chalte Hain.

    ReplyDelete

Post a Comment