Kisi se aashim pyar ka hona galt bat nhi hai par is pyar ka natiza galt hona galt bat hai.pta nhi kaise log apne man aur samman ko darkinar karke kisi ko Jan se jyada chahte hein aur is kadar chateau hein ki unhe na ghar ki chinta hoti hai aur na nhi apne priwar ki aur na hi apne kisi aji ki.pata nhi Kyoto log bhul jate hein apne janm dene bale apne Mata-pita ko yah jante huye ki sansar me apne mata-pita ke alaba vastvik pyar aur Kawhi nhi milta .in mata-pita ke pyar ke alava jo nhi pyar hote hein vah sabhi pyar kuch na koch vishesh sharton par aadharit hote hein.yatha- pit patni ke pyar me aka dusre ki surksha aur sath nibhane li sharat shamil hoti hai.bhai bahin ka pyar nhi aise hi kuch ummidon ke sath hota hai.han mitra ke pyar me aka dusre ke prati tyag ki bhavna nihit hoti hai
Sansar me jab tak yah pyar tak sims tak rahta hai toh sbhi kuch thik hota hai aur jab yah pyar sima se adhik hota hai toh aisa pyar kuch na kuch anrath karwata hi hai sime kisi nhi parker ka ki sandeh nhi karna chahiye .jo mata-pita apni santn ke pyar me andhe ho jate hein kahne ka tatprya apne bachcho ko jarurat se jyada chahte hein vo bachche uddand svabhav ke hona ke sath-sath apne mata-pita ko ichchaon ka hi Anadar karne lagte hein .aise bachcho ke man me apne mata-pita ke prati radar ghar samapt sa ho jata hai .chuki aise bachche Jan jate hein ki unhe abhibhavak unhe apni jan se jyada chahte hein toh vo apni manmani karne lagte hein ."mahabharata" ka yudhdhya isi parker ke pyar ka prinam tha use duryodhan aise nhi manmani karne lga tha aur usne ak mahayudhdhya ko janm diya.
. . Isi prakar aaj bhi aise ladle aur ladkiyan dekhne lo mil jate hein vh yah nhi samjhti ki ki unke dvara liya gya ak galt nirnay aagami kitne galat halat paida kar sakte hein.unke abhibhavkon ko kitna dukh de sakte hein.kabhi -kabhi toh Tahiti toni bhayabhay ho jate hai jab ye bachche apni aatm hatya bhi kar lete hein aur aisa karte samay ye yah bhi nhi Lochte ki inke piche inke mata-pita ka kya hal hoga,vah kaise rha sakte hein inke bina .such kahu mujhe vhi yug achcha LTA lgta tha kisi yug me sbhi apne -apne kartavyon ka palan Kate the aur apne mata-pita aur gurujano ka samman kane ke sath-sath sbhi ke prati aadar ki bhavna rakhte the.
Spshtikaran:- mahabharat kaal me samrashta ghratrashta ke putra duryodhan ne kbhi bhi apne pita ki baron ko gambhirta se nhi diya van hamshaw apne Mata shakuni ke nhi sharon par Charlie the.mata-pita ki baton ka duryodhan ne Audi samman kiya Hoya toh mahabharat jaisa mahayudhya hi nhi hota.


top10clinic
ReplyDelete.